
π£ Kya aap bhi YouTube par video upload karte hain magar views aate hi nahi?
Toh bas yahi post aap ke liye haiβ¦ Aur yaqeen karein, agar aap ne ye aakhir tak parh li to shayad aap ka channel dobara kabhi βzero viewsβ na dekhe!
π
Mujhe aaj tak zero views wala masla kyun nahi aaya?
Kyunkay maine woh chhoti chhoti βself-training hacksβ apnaaye jinhein aksar log nazar andaaz kar detay hain!
π YouTube koi mazaaq nahiβ¦
Yeh aik algorithm hai, jo aap ki niyyat aur nature ko bohat jald pehchaan leta hai.
Agar aap chahtay hain ke aap ke channel ko shuruaat se hi rich views milen, to yeh points zehan mein rakhein:
β
Channel banane ka sahi tareeqa:
π± Channel hamesha mobile data par banayein, na ke WiFi ya VPN par.
β³ Fori videos mat upload karein:
Channel bante hi foran kaam par na lag jayein. Pehle ek naya Gmail banayein,
Aur phir 1-2 din tak usi Gmail se wahi videos dekhein jaisay content aap banaane wale hain.
π§ Algorithm ko signal dein:
Yeh home page training hai. YouTube ko batayein ke aap ka interest kya hai.
taake jab aap video upload karein to woh sahi audience tak pohanchay.
π Step-by-step process apnaayein:
First din: Gmail banayein aur sirf relevant content dekhein
Second din: Channel banayein aur sirf naam aur logo lagayein
Third din: Number verify karein (fresh number ho!)
Fourth din: Video upload karna shuru kareinβaur schedule mat karein!
π‘ Nateeja:
Yeh sab kuch sirf is liye hai taake YouTube ko lage ke yeh insaan sirf video upload karne nahi aaya,
qvyaas